04 January, 2014

Indian yoga pranayam yaga

Indian yoga pranayam yaga many different type (1)Bhramari: lefte nose se svas lena hai and right nose se svas nikalana hai. Aeisa 10to20 min karane se bahut labh hota hai. Yadshakti(memory powar) bhadha hai. (2)omkar nad: padmasan ki sthiti mai bedh ke ankho bhandh kar lena hai.Khub unda svas le kar rokana hai svas nikate vakt om....bholana hai. Phir svas bharna or om bolate hue nikalana hai yesa 10to20 bar karna hai.Stamak ace mai fayada kark hai.Man ko adabhut shanti milti hai.

No comments:

Post a Comment