25 January, 2014

Saayari

Shayar "GB" ne kaha hai. Rehne de aasma, zameen ki talash kar Sab kuchh yahin hai , kahin aur na talaash kar Har aarzoo puri ho, toh jeene ka kya mazaa Jeene ke liye bas ek khubsurat wajah ki talash kar... Na tum dur jana na hum dur jayenge, apne-apne hisse ki dosti nibhayenge, Bahut achha lagega zindgi ka ye safar, aap waha se yaad karna hum yaha se muskrayge..... Kya bharosa hai zindgaani ka, Insaan bulbula hai paani ka, Jee rahe hai kapde badal badal kar, Ek din ek kapde mein le jayenge kandhe badal badal kar....